(Language: Hindi)
Merey bhayiya
tuney diya woh pyar
jiska nahi hai paar
apni cheez dey di mujhko
soch kar shaadi key baad pata nahi yeh milega bhi mujhko
Nari shakti ka yeh prachar
kho gaye hain ismain desh key kuch achey laal
sab kasht hain aurat ko
sabki sahanubhuti hai aurat ko
ismain chupey woh lalach key chor
khaney lagey hain, rakh diya hai dinjhod,
kuch woh achey ladkey
pis kar rah gaye hai kabsey...
shaadi key baad mansik atyaachar
phir virodh karo to stri ki deen dasha ka prachar
ghut ghut kar rahney ko majboor
ho gaye hain woh laal jo they pyaar sey bharpoor
Itna kasht hai to alag honey main sankoch kyon,
jab tak jeb na bharey ladka, latka kar usko peesna kyon
Ek taraf kahti hai kiya hai atyachar,
doosri or kahti hai main to rahney ko hoon saath ab bhi tayar...
Bas ab bas, do in ladko ka bhi saath,
Jo dab gaye hain ..ho gaye hain zaar zaar..
nishpaksh ho kanoon ..
bechari ladki ...key peechey pis rahey ladkon ..ko bhi miley insaaf..

No comments:
Post a Comment